Category: Comedy
on boiling water …….
Today we got to know from KBC‘s first episode that Big B knows how to boil water out of the entire cooking entity so lets express various ways about boiling water from his movie dialogue and also add few more superstar’s expressions regarding this……
Amar Akbar Anthony: Jisse pani ubalna hain jab chahe chali aye Rup nam ki gali kholi no 420 excuse me please
Mukaddar ka Sikandar: Thanda paani laate hain sab paani ubalke hi jayega o Mukaddar ka Sikandar paani ubalna parega…….
Deewar: Ravi: Bhai tum paani ubalo ge ya nahi? Vijay: Jao pehle uska sign le ke aao jo mujhse behtarin paani ubalta ho uske baad, uske baad tum jis bartan pe bologe mein paani ubaalke de dunga
Namak Halal: Lo karlo baat, humharey gaon mein daddu ek gamla paani leke baitha dete hain chule mein paani apne aap ubal jate hain yeh kaun si baadi baat?
Agnipath: Haiin aaj sam ko panch baje paani ubalne ka appointment hain maloom?
Shahenshah: Riste mein tumhari baap lagte hain naam hain boiling water.
Don: Don se paani ubal na muskil hi nahi namoomkin hain aaj bhi Saat mulko ke water boiling agency Don ke piche hath dho’ke pade hain
Now expression from other Superstars, Director & Heroine of Bollywood
Anil Kapoor: Ye hain paani ubaal ne ka Jhakaas tarika
Sanjay Dutt: as Munnabhai giving stetho to circuit “abbey isiko dubo ke paani ubal le na ” Boman aka Dr J.C. Asthana was watching both he quickly brings an immersion rod and tells”paani isee se boil hota hain aur isee se paani boil karne ke liye watt bhi lagta hain re mamu”.
Dharmendra: Pehle humhein pounchne do phir hum chun chun ke pani ubalenge
Shatrughan Sinha: Paani ubalne ke time pe bilkool KHAMOSH ho na padta hain
Karan Johar: What the heck! I will write an entire thesis on boiling water so that my offspring wont suffer from the catharsis of the same.
& Kangana Ranaut[ she is a very good cook]
Industry mein tik na ho to paani ubaalne ke saath saath nepotism bhi ubal do.
mama Ravi mama….right now Indian dressing room
Johnny Walker & Mirror effects…birthday special
Mehmood explaining a movie scene to Om prakash…..hilarious of its kind
movie: Pyar Kiye Jaa
deja vu[t]……..
to get this look

old lamp shades like this: of course without lamp for the head gear
& old silk curtains for the dress
enough…..now please get back to work
replace Radha Saluja with Tuntun

nahi mein surma para :((
